Sunday, March 31, 2019

Aloe Vera uses for face


 Aloe Vera ek katedaar paudha hota hain jo aasani se kahi bhi mil jata hain. Eske paudhe ke bajaye hum market ke aloe vera gel, cream or bhut sare product ka bhi use kar sakte hain. Aloe vera ke daily use se hum apne aapko healthy bna sakte hain. Aloe vera hamare skin, hair our body ke sabhi part ke liye helpful hota hain. 
Aloe Vera's benefits - Aloe Vera me  bahut tarah ke vitamins our protein paye jata hain jo hamare liye helpful hote hain.  Ye hamare body me blood ki kami ko door karta hain.  Aloe vera body ko andar se clean karke bacteria ko khatam karta hain. Hair problems ko door karne ke liye Aloe vera ek aacha sadhan hain. Aloe vera juice pine se ye hamare andar pani ki kami ko hone se rokta hain our body ko nam bnaye rakhta hain. Eska use koi bhi person kar sakta hain. Daily one glass Aloe vera juice pine se wight fight rehta hain.
Aloe vera ka use - Hum Aloe vera ko bahut tarah se use me la sakte hain. Aloe vera se kai tarah ke mask, pack, serum, gel our cream bnai ja sakte hain jo mai aapko btane wali hu  but yaad rahe koi bhi tip aapko tabhi ek acha result degi jab aap uska daily use karenge .

 Skin related -
1 - Ese bnane ke liye two teaspoon Aloe vera gel, one teaspoon milk our one teaspoon sugar ligiye. Es mixture ko ache se mix kigiye.  Es mixture ko apne skin par aply kigiye ye aapke skin ko smooth, pimple-free bna dega.
2 - Eske liye two teaspoon Aloe vera gel, one teaspoon lemon juice and one teaspoon salt ligiye. Es mixture ko ache se mix karke ese apne skin par apply kigiye and dry hone digiye. Jab yah puri tarah dry ho jaye to ese cold water se clean kar le. Ye apne shin ko bright, light and clean kar deti hain or sath hi sath aapke pimple ko bhi remove kar deti hain.
3 - Ye pack bnane ke liye hame chahiye three teaspoon Aloe vera gel, one teaspoon rose water, honey and milk and half teaspoon turmeric and lemon juice. En sabko aap ache se mila ligiye our apni clean skin par lga le. Ye apne skin our face ko light our bright bnati hain.
4 - One teaspoon aloe vera our half teaspoon turmeric, lemon juice mila kar lgane se ye aapke skin ko pimple free and glowing bna dega.
 5 - Aloe vera and honey ko ek sath mix karke use karne se rough skin ko soft bna deta hain.
Hair related- 
1 - Hair ke liye Aloe vera ek bahut hi acha ingredient hain. Hair ki growth bdane ke liye two teaspoon aloe vera gel, one teaspoon coconut oil , one vitamins capsule ko ek sath ache mix karke apne scales par aply kare or kuch deer bad clod water se clean kar le.
2 - Es hair gel ko bnane ke liye hame chahiye Aloe vera gel , coconut oil, milk en sabhi ko ache se mix kar le. Es mixture ko apne scales par apply kare,
3 - Aloe vera hair oil bnane ke liye hame chahiye coconut oil our aloe vera gel. En dono ko achi tarah mix kar le. Mix karne ke baad ese slow temperature par dire dire 10 minutes tak garm kare. Aapka hair oil taiyaar hain. Ye hair oil aapke balo ke growth ke liye bahut hi acha hain. Yaad rhe es mask ko aap apne clean balo par hi lgaye . Ye gel aapke balo ko soft and silky bna dega.

No comments:

Post a Comment

A